
Do Sharabi Dost At Bar…
Pehla: Kya Piyega Aaj Bata
Doosra: Jo Tu Boley Mere Yaar
Pehla: Chal Toss Kar Lete Hain
Sikka Uchala Aur Bola….Dekh Bhai Chit Aaya To Scotch, Patt Aaya To Wiskey…. Neeche Gira To Rum Aur Upar Hawa Mein Reh Gaya To Aaj Se Daru Hamesha Ke Liye Band…

ye such hai jo insan aapse jyada pyar karega wo aapse roz ladega ager aapka ek aanshu girega to uske liye wo saari duniya se ladega.