Enjoy The Collection Of Best Funny Jokes In Hindi, And Forward It Your People.
Ek Bacche Ne Apni Papa Se Poocha papa Delhi kahan hai.
Papa: Beta Ye Tum Apni Maa Se Poocho, Wo Hi Saari Cheeje Sambhal Kar Rakhti Hain.
Ek Ladki Ne Apni Saheli Se Apne Mangetar Ko Milaya, Aur Baad Main saheli Boli- Ladka To Thik Hai. Lekin Jab Hansta Hain TO Ubad Khabad Daant Bade Bure Lagta Hain.
Ladki: Chinta Mat Karo Shaadi Ke Baad Main Hansne Ka Mauka Hi Nahi Doongi.
